| HOME | Forums | Albums | POLLS | FAQ | Calendar | Arcade |
| | |||||||
| Indian Music Albums Music for Download |
|
This is a discussion on Lyrics:Hindi within the Indian Music Albums forums, part of the Bollywood category; Aitraaz Song : Aankhen Bandh Karke Female: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya Woh tumhi ho… eh sanam, ...
| LinkBack | Thread Tools | Display Modes |
| | #1 (permalink) | |
| Senior Member Join Date: Nov 2004 Location: On Bullet!!! Age: 24
Posts: 1,942
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Rep Power: 185 | Lyrics:Hindi Song : Aankhen Bandh Karke Female: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam Male: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2 Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2 Woh tumhi eh sanam, woh tumhi ho eh sanam Female: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2 Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam Male: (Tumhi jaan-e-jaana, mere pyaar ka sapna Dil ne mere maana, dilbar tumhein apna) -2 Mere yaar pe, mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz Meri chaahton se tum Meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz Female: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2 Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam Female: (Zindagi hai tujhse, mera ishq kehta hai Tu meri saason mein, har waqt rehta hai) -2 Mera khwaab tu, mera khwaab tu, hai tuhi meri parwaaz Meri chaahton se tum Meri chaahton se tum, na karna kabhi aitraaz Male: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2 Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam Female: Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2 Woh tumhi ho…eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam --------------------------------------------------------------------------------- Song: Gila Gila Gila Male: Hosseina! -2 Male: Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -4 Chorus: La la la la la, la la la la la, la la la la la, la la la -2 Female: Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2 Male: Teri harek adaa, lage sabse juda, tujhpe main fida (main fida) Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2 Male: Keh do na oh sanam, tere hain tere ham Dil ki raahon mein hai, behke dil ke qadam Female: Keh do na oh sanam, tere hain tere ham Dil ki raahon mein hai, behke dil ke qadam Male: Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2 Hosseina! Tum pehli baar mein, diwaana kar gaye Ham tere dil-nasheen, chehre pe mar gaye Female: Tum pehli baar mein, diwaana kar gaye Ham tere dil-nasheen, chehre pe mar gaye Male: Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2 With Chorus: La la la la la, la la la la la, la la la la la, la la la -2 Male: Teri harek adaa, lage sabse juda, tujhpe main fida (main fida) Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2 --------------------------------------------------------------------------------- Song: Woh tassavur Female: Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui Woh diwaana mausam, woh teri dillagi Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Female: Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui -2 Woh diwaana mausam, woh teri dillagi Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Female: Woh mohabbat ke din, woh ghadi woh palchhin Woh chhalakta mausam, baarishon ki rhimjhim Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Male: Saanson ki woh hulchul, woh mahekta aanchal Baahon ke woh ghere, zulf ka woh baadal Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Male: Woh tera sharmaana, woh nazar ka jhukna Jaate jaate tera, woh achaanak mudna Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Female: Woh mere bin bole, tera samajh lena Woh ishaaron se hi, baat sab keh dena Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Male: Woh ladaayi jagde, baad mein pachhtaana Roothh ke woh jaana, laut ke phir aana Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Both: Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui -2 Woh diwaana mausam, woh teri dillagi Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar -2 --------------------------------------------------------------------------------- | |
| | | |
| Advertisements | |
Advertisement | |
| | #2 (permalink) | |
| Senior Member Join Date: Nov 2004 Location: On Bullet!!! Age: 24
Posts: 1,942
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Rep Power: 185 | Lyrics:Hindi-Veer Zara Song: Tere Liye Tere Liye Hum Hain Jiyeh, Honthon Ko Siye Tere Liye Hum Hain Jiyeh, Har Aansoo Piye Dil Mein Magar Jalte Rahe, Chaahat Ke Diye Tere Liye, Tere Liye Tere Liye Hum Hain Jiye, Har Aansoo Piye Tere Liyeh Hum Hain Jiye, Honthon Ko Siye Dil Mein Magar Jalte Rahe, Chahat Ke Diye Tere Liye, Tere Liye Zindagi Le Ke Aayehe Hai Beete Din Ki Kitaab(2) Ghere Hain Ab Humein Yaadein Be-Hisab Bin Poochhe Mile Mujhe Kitne Sare Jawab Chaha Tha Kya, Paya Hai Kya, Humne Dekhiye Dil Mein Magar Jalte Rahe, Chaahat Ke Diye Tere Liye, Tere Liye Kya Kahoon Duniyaa Ne Kiya, Mujh Se Kaisa Bair(2) Hukm Tha..? Main Jiyun Lekin Tere Baghair Naadaan Hai Woh Kahte Hain Jo Mere Liyeh Tum Ho Ghair Kitne Sitam Humpe Sanam Logon Ne Kiye Dil Mein Magar Jalte Rahe, Chahat Ke Diye Tere Liye, Tere Liye Tere Liye…Chahat Ke Diye Tere Liye, Tere Liye...(4) ------------------------------------------------------------------------------ Song: Main Yahan Hoon Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan.. ( Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan )...(2) Kaisi Sarhadein, Kaisi Majbooriyan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon... Yahaan Tum Chhupa Na Sakogi Main Woh Raaz Hoon Tum Bhula Na Sakogi Woh Andaaz Hoon Gunjtaa Hoon Jo Dil Mein To Hairaan Ho Kyon Main Tumhare Hi Dil Ki To Aawaz Hoon Sun Sako To Suno Dhadkanon Ki Zaban Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Kaisi Sarhadein, Kaisi Majbooriyaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Main Hi Main Ab Tumhaare Khayaalon Mein Hoon Main Javaabon Mein Hoon, Main Sawalon Mein Hoon Main Tumhaare Har Ek Khwaab Mein Hoon Basaa Main Tumhaari Nazar Ke Ujaalon Mein Hoon Dekhti Ho Mujhe Dekhti Ho Jahaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Jaanam Dekh Lo … Yahaan Hoon… Yahaan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan ------------------------------------------------------------------------------ Song: Aisa Des Hai Mera Ambar Hethaan Dharti Vasdi, Ethey Har Rut Hansdi, Ho.... Kinnaa Sonaa Des Hei Meraa Des Hai Meraa Des Hai Meraa... (2) Des Hai Meraa Dharti Sunhari Ambar Neelaa… (2) Har Mausam Rangeelaa Aisaa Des Hai Meraa, Ho.... Aisaa Des Hai Meraa… (2) Bole Papihaa Koyal Gaayeh… (2) Saavan Ghir Ghir Aayeh Aisaa Des Hai Meraa, Ho.... Aisaa Des Hai Meraa… (2) Kothe Te Kaa Bole, Chitthi Mere Maahiyeh Di.. Vich Aaney Daa Vi Na Bole, Chitthi Mere Maahiyeh Di Geinhoo Ke Kheton Mein Kanghi Jo Kare Havaayehin Rang Birangi Kitni Chunariyaan Ud Ud Jaayehin Panghat Par Panhaaran Jab Gagri Bharne Aayeh Madhur Madhur Taanon Mein Kahin Bansi Koi Bajaayeh, Lo Sun Lo Qadam Qadam Pe Hai Mil Jaani …(2) Koi Prem Kahaani Aisaa Des Hai Meraa, Ho.... Aisaa Des Hai Meraa… (2) O Meri Jugni De Dhaage Bandhe, Jugni Os De Moonh To Fabbey Jinu Sat Ishq Di Laggey, Oy Saanyehe Mereyaa O Jugni Veer Mereyaa Jugni Kahandi Hai, O Naam Saayehen Daa Leindi Hai O Dil Kad Litaa Ee Jind Meriyeh Baap Ke Kandhe Chadh Ke Jahaan Bachche Dekhe Mele Melon Mein Natkey Tamaashey, Kulfii Ke Chaat Ke Theley Kahin Milti Meethi Goli, Kahin Chooran Ki Hai Pudiyaa Bhole Bhole Bachche Hain, Jaise Guddey Aur Gudiyaa Aur Inko Roz Sunaayeh Daadi Naani Ho.. Roz Sunaayeh Daadi Naani Ek Pariyon Ki Kahaani Aisaa Des Hai Meraa, Ho.... Aisaa Des Hai Meraa…(2) Sadke Sadke Jaandi Hai Mutiyaare Ni, Kandaa Chubhaa Phir Pair Baanki Naarey Ni Oy, Ni Adiyeh Kandaa Chubhaa Phir Pair Baanki Naarey Ni Kaun Kade Teraa Kaandraa Mutiyaare Ni, Kaun Sahe Teri Peed Baankiiyeh Naarey Ni Oy, Ni Adiyeh Kaun Sahe Teri Peed Baankiiyeh Naarey Ni Mere Des Mein Mehmaanon Ko Bhagvaan Kahaa Jaataa Hai Vo Yahin Kaa Ho Jaataa Hai, Jo Kahin Se Bhi Aataa Hai Tere Des Ko Maine Dekha Tere Des Ko Maine Jaanaa … (2) Jaane Kyun Yeh Lagtaa Hai Mujhko Jaanaa Pahchaanaa Yahaan Bhi Vahi Shaam Hai Vahi Saveraa … (2) Aisaa Hi Des Hai Meraa Jaisaa Des Hai Teraa Vaisaa Des Hai Teraa Haan Jaisaa Des Hai Teraa Aisaa Des Hai Meraa Ho.. Jaisaa Des Hai Teraa Aisaa Des Hai Meraa Haan.... Jaisaa Des Hai Teraa Aisaa Des Hai Meraa Haan.. Vaisaa Des Hai Meraa ------------------------------------------------------------------------------ Song: Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan Lahraati Hui Raahein, Khole Hue Hain Baanhein Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan Palkon Pe Gahre Halke, Hai Reshmi Dhundhlake Ke Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan…(2) Woh Dekho Zara Parbaton Pe Ghataayehin Humaari Daastaan Hole Se Sunaayeh Suno To Zara Yeh Phoolon Ki Vaadi Humaari Hi Koi Kahaani Hai Sunaati Sapnon Ke Is Nagar Mein Yaadon Ki Rahguzar Mein Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan…(2) Jo Raahon Mein Hai Rut Ne Sona Bikheraa Sunehraa Hua Tera Mera Savera Zamin So Gayi Baraf Ki Chaadron Mein Bas Ek Aag Si Jalti Hai Do Dilon Mein Havaayehin Sansanaayehin Badan Kaanp Jaayehin Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan…(2) Yeh Barsaat Bhi Kab Thume Kaun Jaane Tumhein Mil Gaye Pyaar Ke Sau Bahaane Sitaaron Ki Hai Jaise Barat Aayi Humaare Liyeh Raat Yun Dagmagayi Sapne Bhi Jhilmilaayehin Dil Mein Diyeh Jalaayehin Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan Haan Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan… (2) ------------------------------------------------------------------------------ Song: Do Pal Do Pal Ruka Khwabon Ka Karvan Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahan Hum Kahaan Do Pal Ki Thi Yeh Dilon Ki Daastaan Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan … (2) Tum The Ke Thi Koi Ujli Kiran Tum The Yaa Koi Kali Muskayi Thi Tum The Yaa Sapnon Kaa Thaa Saavan Tum The Ke Khushiyon Ki Ghataa Chaayehe Thi Tum The Ke Thaa Koi Phool Khilaa Tum The Yaa Milaa Thaa Mujhe Nayaa Jahaan Do Pal Rukaa Khwabon Kaa Kaarvaan Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan Do Pal Ki Thi Yeh Dilon Ki Daastaan Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan … (2) Tum The Yaa Khushboo Hawaon Mein Thi Tum The Yaa Rang Saari Dishaaon Mein The Tum The Yaa Roshni Raahon Mein Thi Tum The Yaa Geet Goonje Fizaaon Mein The Tum The Mile Yaa Mili Thi Manzilein Tum The Ke Thaa Jaadoo Bharaa Koi Samaa Do Pal Rukaa Khwabon Kaa Kaarvaan Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan Do Pal Ki Thi Yeh Dilon Ki Daastaan Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan … (2) | |
| | | |
| | #3 (permalink) | |
| Senior Member Join Date: Nov 2004 Location: On Bullet!!! Age: 24
Posts: 1,942
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Rep Power: 185 | Lyrics:Hindi-Hum Tum ================= ==Chak De Chak De=== ================= Chak De Chak De Chak De Chak De Chak De Chak De Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Haske To Dekh Tu Ek Baar Khudh Hi Aa Jaayegi Phir Bahaar Haske To Dekh Tu Ek Baar Khudh Hi Aa Jaayegi Phir Bahaar Gaa Le Nayi Sargam Geet Ek Naya Gaa Aaya Naya Mausam Aaya Din Naya Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Chehd De Dhun Woh Aaj Cha Jaaye Mastiya Chod De Khulke Aaj Lehron Mein Khashtiya Chehd De Dhun Woh Aaj Cha Jaaye Mastiya Chod De Khulke Aaj Lehron Mein Khashtiya Tokhar Mein Masti Ho Dang Kar Bhi Joomein Mann Bhi Dirakh Jaaye Badal Ko Chumein Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Yeh Hawa Tere Paas Aake Hai Beh Rahi Chum Le Mere Sang Khaano Mein Keh Rahi Yeh Hawa Tere Paas Aake Hai Beh Rahi Chum Le Mere Sang Khaano Mein Keh Rahi Lehrake Balkhake Muskarake Jee Le Peele Hawaon Ko Ghunganake Dheele Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Sach Hai Yeh Bas Ek Baar Milti Hai Zindagi Karwatein Badal Thi Hai Pal Pal Yeh Zindagi Sach Hai Yeh Bas Ek Baar Milti Hai Zindagi Karwatein Badal Thi Hai Pal Pal Yeh Zindagi Har Pal Ko Ghale Se Haske Laga Le Pal Pal Mein Chupi Jo Khushiya Chura Le Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Haske To Dekh Tu Ek Baar Khudh Hi Aa Jayegi Phir Bahaar Gaa Le Nayi Sargam Geet Ek Naya Gaa Aaya Naya Mausam Aaya Din Naya Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Chak De Chak De Chak De Chak De Saare Gham Chak De Chak De Chak De Tere Sang Hai Hum Chak De… ================== ==Gore Gore Yeh Chore== ================== Gore Gore Yeh Chore Gore Gore Yeh Chore Yeh Ishq Ishq Chilaatein Hai Oooh Yeah Yeh Gali Gali Mand Raatein Hai Oooh Yeah Yeh Ishq Ishq Chilaatein Hai Oooh Yeah Yeh Gali Gali Mand Raatein Hai Oooh Yeah Shaadi Ki Degar Na Jaaye Magar Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Andher Se Chahe Kuch Bhi Ho Yeh Adha Magar Hai Heero Wali Din Raat Kitaabein Parthe Hai Yeh Ladki Ki Tasweero Wali Kahin Jeevan Mela… Oye Shava Par Shaadi Jamela… Oye Shava Darwaza Inhe Dikhlaon Zara Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Gore Gore Yeh Chore Gore Gore Yeh Chore Shaadi Ki Jo Baat Karo To Budi Yeh Haalat Karthe Hai… Achcha Mmm Bin Shaadi Sang Rehne Ki Yeh Badi Waqalat Karte Hai Har Ladki Pyaari… Oye Shava Bin Zimivari… Oye Shava Laila Ke Bina Yeh Majhnu Bane Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Se Chore Jab Yeh Budhe Ho Jayenge Kaans Kaans Ke Reh Jayenge Kande Par Koi Haath Na Hoga Hum Dum Koi Saath Na Hoga Tokar Kayenge… Oye Shava Phir Pachtayenge… Oye Shava Tab Yaad Inne Aayenge Hum Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Gore Gore Chore Yeh Gore Gore Se Chore Yeh Ishq Ishq Chilaatein Hai Oooh Yeah Yeh Gali Gali Mand Raatein Hai Oooh Yeah Shaadi Ki Degar Na Jaaye Magar Yeh Gore Gore Se Chore -6 ===================== ===Ladki Kyon Na Jaane=== ===================== Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Soch Thi Hai Zyada Kham Woh Samajh Thi Hai Soch Thi Hai Zyada Kham Woh Samajh Thi Hai Dil Kuch Kehta Hai Kuch Aur Hi Karti Hai Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Soch Thi Hai Zyada Kham Woh Samajh Thi Hai Dil Kuch Kehta Hai Kuch Aur Hi Karti Hai Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Pyaar Usse Bhi Hai Magar Shuruaat Tumhi Se Chahe Khudh Mein Ulji Ulji Hai Par Bhaalo Ko Suljaayein I Mean You're All The Same Yaar Hum Achche Dost Hai Par Uss Nazar Se Tumko Dekha Nahin Woh Sab To Teek Hai Par Uss Barein Mein Maine Socha Nahin Sab Se Alag Hai Tum Yeh Keh Ke Paas Tumhaare Aaye Aur Kuch Din Mein Tum Mein Alag Sa Kuch Bhi Na Usko Paiye Uff Yeh Kaisi Shirt Pehnthe Ho Yeh Kaise Bhaal Khatathe Ho Ghaadi Tehz Chalathe Ho Tum Jaldi Mein Kyo Khaathe Ho Gimme A Break Tumhe Badalne Ko Paas Woh Aati Hai Tumhe Mitaane Ko Chaal Bichati Hai Baaton Baaton Mein Tumhe Pasathi Hai Pehle Hasathi Hai… Phir Bada Rulaati Hai Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Eh Itna Hi Khudh Se Khush Ho To Peeche Kyon Aate Ho Phool Kabhi To Hazar Thofein Akhir Kyon Laaten Ho Apna Naam Nahin Bataya Aapne Coffee Peene Chalenge Main Aapko Ghar Chod Doon Phir Kab Milenge Bikhra Bikhra Be Matlab Sa Toota Phoota Jeena Aur Kehte Ho Alag Se Hai Hum Taan Ke Apna Seena Bheega Tolya Kahin Farsh Pe Toothpaste Ka Dakhan Kahin Kal Ke Mauze Ulat Ke Pehne Waqt Ka Khuch Bhi Hosh Nahin Jeena Ka Tumko Dang Sikhlati Hai Tumhe Jaanwar Se Insaan Banaati Hai Uske Bina Ek Pal Rehna Sakhoge Tum Usko Pata Hai Yeh Keh Na Sakhoge Tum Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti Jaane Kaun Kaun Se Din Woh TumkoYaad Dilaayein Pyaar Ko Chahe Bhool Bhi Jaayein Taareeqein Na Bhoolayein First March Ko Nazar Milaayee Chaar April Ko Main Milne Aayee Ikees May Ko Tumne Chuwa Tha Che June Mujhe Kuch Hua Tha Ladko Ka Kya Hai Kissi Bhi Mor Pe Woh Mur Jaayein Abhi Kissi Ke Hai Abhi Kissi Aur Se Woh Jud Jaayein Tumhaare Mummy Daddy Ghar Par Nahin Hai Great… Main Aaa Jaon? Tumhaari Friend Akeli Ghar Jaa Rahi Hai Bechari… Main Chod Aaon Uff Ek Haan Kehne Ko Kitna Dehlati Hai Thak Jaate Hai Hum Woh Jee Behlati Hai Woh Sharmati Hai Kabhi Chupati Hai Ladki Jo Haan Kehde Usse Nibhati Hai Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti Na Na Na… Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti (Ladki Kyon… Oh God) Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti (Na Na Na Na, Oh God Shut Up…) Alright Alright Iss Mein Jagadne Ki Kya Baat Hai Yaar Pehle Pehle Bawarein Jaise Aas Paas Mand Rai (Arre… But I) Phir Busy Hoon Kehkar Tumko Woh Tarkai (Come On Rhea)… Samjha Karo Darling Aaj Bohat Kaam (Arre… Meri Bhi To Suno) Door Hua To Kya Dil Mein Tumhaara Naam Hai (Oh… wow) Jiss Chehre Par Marte Hai Woh Boring Ho Jaaye (I'm Not Listening To You) Kuch Hi Din Mein Nazrein Inki Idhar Udhar Mand Rai (I'm Not Listening To You) Sirf Pyaar Se Zindagi Nahin Chalti (OK I'm Not With Her) Tum Interior Decoration Ka Course Kyon Nahin Karti ================= ====Mere Dil Vich===== ================= Hum Tum Hum Tum Hum Tum Hum Tum Hangin' With The Girls At The Weekend Tryin' To Have A Laugh And A Good Time Why You Callin' Me An Stressin' Kyoke Tenu Pyaar Karna When You're With Your Boys An You're Out You Don't Wanna Know Me… That's Right Now You're Sayin' Let's Talk About What's Happenin' With You And I Mundeya Ne Khate Hoke Baar Jaana Kudiya Ne Khate Bhaike Ghala Karniya That Is Just The Way It Goes Teri Meri Kida Banni Mere Dil Vich Hai Hum Tum Can't Live With Or Without Hum Tum Mere Dil Vich Hai Hum Tum What Do We Do About Hum Tum Oh-ho Hum Tum Oh-ho Hum Tum Oh-ho Hum Tum What Do We Do About Hum Tum Oh-ho Hum Tum Oh-ho Hum Tum Oh-ho Hum Tum What Do We Do About Hum Tum Saara Din Ohi Gaala Jab Mein Tere Khol Na Hova Kithe, Kethe Naal Si Tu Ve Maybe Im In Love With You Je Tu Maino Pyar Hain Kardi Pehla Tu Kyo Nai Daseya Avai Mere Naal Hai Lardi Aa Mere Paas Aa Jana Mundeya Ne Khate Hoke Baar Jaana Kudiya Ne Khate Bhaike Ghala Karniya That Is Just The Way It Goes Teri Meri Kidha Banni Mere Dil Vich Hai Hum Tum Can't Live With Or Without Hum Tum Mere Dil Vich Hai Hum Tum What Do We Do About Hum Tum Mere Dil Vich Hai Hum Tum Can't Live With Or Without Hum Tum Mere Dil Vich Hai Hum Tum What Do We Do About Hum Tum Oh-oh Hum Tum Oh-oh Hum Tum Oh-oh Hum Tum What Do We Do About Hum Tum Oh-oh Hum Tum Oh-oh Hum Tum Oh-oh Hum Tum What Do We Do About Hum Tum Mere Dil Vich Hai Hum Tum Can't Live With Or Without Hum Tum Mere Dil Vich Hai Hum Tum What Do We Do About Hum Tum Mere Dil Vich Hai Hum Tum Can't Live With Or Without Hum Tum Mere Dil Vich Hai Hum Tum What Do We Do About Hum Tum What Do We Do About Hum Tum Oh-ho Oh-ho Oh-ho Oh-ho Oh-ho Oh-ho What Do We Do About Hum Tum! | |
| | | |
| | #4 (permalink) | |
| Senior Member | Re: Lyrics:Hindi-Hum Tum kisna Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan Hum miley na miley, Hum rahey na rahey Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan Hum miley Na miley, Hum rahey na rahey Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan Rang dhal jaate hai, Din badal jaate hai Raatein so jati hai, Raahen kho jaati hai Pyar khota nahin, Pyar sota nahin Pyar dhalta nahin, Haan badalta nahin Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan Hum miley Na miley, Hum rahey na rahey Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan Hum jahan aaye hain, Meherbaan saaye hain Hum yahaan khwaabon ke, karwaan laaye hain Dhadkane hain jawaan, Ga raha hain samaa Pighli pighli si hain, Mehki tanhaiyan Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan Hum miley Na miley, Hum rahey na rahey Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan I jus love this song... ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ....its so touchyyyyyyyyyyy ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() | |
| | | |
| | #7 (permalink) | |||||||||||||||
| Senior Member Join Date: Oct 2004 Location: Earth Age: 23
Posts: 11,458
Thanks: 1
Thanked 10 Times in 10 Posts
Rep Power: 0
| ![]() This song is from movie SAAYA just love it kabhi Khushboo, kabhi jhoNkaa, kabhi havaa saa lage judaa hokar bhi tu mujhse juDaa-juDaa saa lage -2 kabhi Khushboo, kabhi jhoNkaa, kabhi havaa saa lage bas yahi sochkar raatoN ko, main nahin sotaa neend aayee to teraa Khvaab chalaa aayegaa phir subah jab khulengi aaNkhen meri.. tu bhi subah ko sitaare saa chalaa jaayegaa aa kar ab teraa jaanaa buraa-buraa saa lage judaa hokar bhi tu mujhse juDaa-juDaa saa lage kabhi Khushboo, kabhi jhoNkaa, kabhi havaa saa lage koi dastak, koi aahaT, koi aavaaz nahin tu dabe paaNv KhyaaloN mein chalaa aataa hai baarhaa aisaa bhi mahsoos huaa hai mujhko aake chupchaap tu pahloo mein baiTh jaataa hai tu kahin aaj bhi mujh mein zindaa-zindaa saa lage judaa hokar bhi tu mujhse juDaa-juDaa saa lage kabhi Khushboo, kabhi jhoNkaa, kabhi havaa saa lage aaj bhi lams dhaDakte hain mere seene me.n aaj bhi teri khanakti si sadaa aati hai aaj bhi jism sulagtaa hai, teri saaNsoN se aaj bhi rooh mein halchal mere mach jaati hai dil teri yaad se ab yuN bharaa bharaa saa lage judaa hokar bhi tu mujhse juDaa-juDaa saa lage kabhi Khushboo, kabhi jhoNkaa, kabhi havaa saa lage judaa hokar bhi tu mujhse juDaa-juDaa saa lage Last edited by !!!BOY!!!; 07-04-2005 at 01:23 PM.. | |||||||||||||||
| | | |||||||||||||||
| | #8 (permalink) | |||||||||||||||
| Senior Member Join Date: Oct 2004 Location: Earth Age: 23
Posts: 11,458
Thanks: 1
Thanked 10 Times in 10 Posts
Rep Power: 0
| ![]() ISHQ KABHI KARIYO NA Ishq na kar ke dariyo ishq hi kariyo na Mar gaye ishq mein aashiq, aashiq baniyo na Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na -2 Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Ishq da rasta bada kathhin, ye rasta badhhiyo na Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Jogiyon ko haay kaise jog lag jaate hain Aashiqon ko pyaar waale rog lag jaate hain Akhiyon mein akhiyon mein raat kat jaati hai Bhukh mar jaati hai, neend loot jaati hai Dil na chain se jeene dega, dil ki suniyo na Ishq kabhi -4 Ishq kabhi kariyo na -2 Dil waala dhhundhhta hai dil ka thhikaana Galiyon mein ghoomta hai banke diwaana Haay…seene mein lagne dein duniya ke taane Bante hain ban jaane dein sau fasaane Baat bane toh thheek warna zid pe adiyon na Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na Ishq da rasta bada kathhin hai, rasta badhhiyo na Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2 Ishq kabhi -4 Ishq kabhi kariyo na -2 RABBA Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba Dene ho gar mujhe baad mein aansoo… Toh pehele koyi hasaaye na rabba) -2 Toh pehele koyi hasaaye na rabba (Jaate jaate koyi meri khushiyon ko le gaya Suni suni akhiyon ko gham, koyi de gaya) -2 Aas jo lagaayi hai, aankh bhar aayi hai -2 Itna bhi koyi, sataaye na rabba Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba Dene ho gar mujhe baad mein aansoo… Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2 (Dil lene waale pe zor nahin chalta Pyaar ka ye sikka, kahin aur nahin chalta) -2 Yaad teri aayi hai, tu harjaai hai -2 Itna bhi koyi tadpaaye na rabba Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba Dene ho gar mujhe baad mein aansoo… Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2 | |||||||||||||||
| | | |||||||||||||||
| | #9 (permalink) | |||||||||||||||
| Senior Member Join Date: Oct 2004 Location: Earth Age: 23
Posts: 11,458
Thanks: 1
Thanked 10 Times in 10 Posts
Rep Power: 0
| ![]() AB TUMHARE HAWALE WATAN SATHIYO farz apnaa ham nibhaa....ne chale karz apni zamin kaa chukaa....ne chale ( bande maataram -3, maa.... )-4 o ho ho ho ... ( ham fauji is desh ki dhaDkan hain har dil kaa ham pyaar, maa ki tadpan hain ) -2 pooraa karne chale har vachan saathiyo ab tumhaare havaale vatan saathiyo saathiyo -4 ab tumhaare havaale vatan saathiyo ham fauji is desh ki dhadkan hain har dil kaa ham pyaar, maa ki tadpan hain ( bande maataram -3, maa.... ) -2 Tootne na do bhaarat ka vishavaas tum jeet ki le ke dil mein badho pyaas tum apne Khoon se likho apnaa itihaas tum -2 apne bhaarat ko apnaa naman saathiyo, naman saathiyo saathiyo -4 ab tumhaare havaale vatan saathiyo ham fauji is desh ki dhaDkan hain har dil kaa ham pyaar, maa ki tadpan hain hey.... hey.... aa ... aa aa aa ... sa ga ma ga, sa ga ma ga aa -2 galiyon chobaaron mein pyaar, hamne kiyaa dil ke armaan kaa izhaar hamne kiyaa aa aa.... aa.... us kaa chehraa hameshaa nigaahon mein hai door rah ke bhi vo meri baanhon mein hai sa ga ma ga, sa ga ma ga aa -2 bidaa kiyaa thaa usne mere sar pe lagaa ke Tikaa -2 rang na padne diyaa kabhi maine to uskaa phikaa kab banegi judaai milan saathiyo.. -2 kab banegi judaai milan saathiyo, milan saathiyo saathiyo -4 ab tumhaare havaale vatan saathiyo ( bande maataram -3, maa.... ) -2 tum ta na na na, tum ta na na na na -2 CHALI AA CHALI AA Chali Aa.... Chali Aa.... teraa ishq ibaadat hai to ibaadat haan ye ibaadat mujhko karni hai.... teraa ishq jo aayat hai to ye aayat haan ye aayat mujhko padhni hai.... teraa ishq baghaavat hai to baGhaavat haan ye baGhaavat mujhko karni hai.... teraa ishq jo chaahat hai to ye chaahat haan ye chaahat mujhko padhni hai.... teraa Khyaal, teri talaash, mere rom-rom mein teri pyaas mere rang bhare sapnon ki pari chali aa chali aa chali aa -4 jaa jaa jaa re pavan -2, jaa us se tu kah de aa chali aa chali aa chali aa -2 aa aa aa ... o.... o.... saniyaan...., o.... o.... baniyaan chale aa o.... o.... saniyaan...., o.... o.... chale aa aati jaati meri saansein, DhoonDhti hain tujhko aankhein Khushboo jaisi teri baatein, chain mujhko lene na de kahin halki chaanv, kahin halki dhoop palkon mein meri bas teraa roop, kudrat ki anokhi jaadugari chali aa chali aa chali aa -4 ( tanaa dhim dhim, dhim dhim, dhim dhim, tanaa na na na num tanaa dhim dhim dhim tanaa na na na na tanum tanum tanum tanum tum ) -2 mere dil mein tu basi hai, phir bhi mujhse ajnabi hai tere hi hain dard doori, tujhse milnaa hai zaroori madhosh din hai betaab raat, kartaa hoon main sirf teri baat ek tere binaa hai mushkil baDi chali aa chali aa chali aa -4 teraa ishq ibaadat hai to ibaadat haan ye ibaadat mujhko karni hai.... teraa ishq jo aayat hai to ye aayat haaN ye aayat mujhko paDhni hai.... teraa ishq baGhaavat hai to baghaavat haaN ye baghaavat mujhko karni hai.... teraa ishq jo chaahat hai to ye chaahat haaN ye chaahat mujhko paDhni hai.... teraa Khyaal, teri talaash, mere rom-rom mein teri pyaas mere rang bhare sapnon ki pari chali aa chali aa chali aa -4 jaa jaa jaa re pavan -2, jaa us se tu kah de aa chali aa chali aa chali aa -6 DIL ROTA HAI BAAR BAAR dil rotaa hai baar baar teri yaad mein -2 ab aataa nahin qaraar teri yaad mein aa.... aa.... aa.... dil rotaa hai baar baar teri yaad mein ab aataa nahin qaraar teri yaad mein har ghaDi bas teraa main aa.. aa.... aa har ghaDi bas teraa main, raastaa dekhtaa hoon aa.. aa.... aa jeenaa hai mushkil teri yaad mein dil rotaa hai baar baar teri yaad mein ab aataa nahin qaraar teri yaad mein aa.... aa.... aa.., hun.. hun.. hun kaise bhalaa bhuloon sanam, vo Khushnumaa chaahat ke din aa.... aa.... aa.. kyaa chaaNdni kyaa aashiyaan, viraan hai sab tere bin sirf tanhaaiyaan hain aa.... aa.... aa sirf tanhaaiyaan hain, Gham ki parchhaaiyaan hain aa.... aa.... aa aur kuchh nahin hai teri yaad mein dil rotaa hai baar baar teri yaad mein ab aataa nahin qaraar teri yaad mein aa.... aa.... aa.... aa.... aa.... aa.... aa... HUMEIN TUMSE HUA HAI PYAAR huN.., huN huN huN huN hey.., hey hey hey hey hamein tumse huaa hai pyaar, ham kyaa karein -2 aap hi bataaein ham kyaa karein aap se bhi hasin hain aap ki ye adaaein ham is adaa pe kyun na marein tumhe hamse huaa hai pyaar, ham kyaa karein -2 aap hi bataaein ham kyaa karein aap se bhi hasin hain aap ki ye adaaein ham is adaa pe kyun na marein hamein tumse huaa hai pyaar, ham kyaa karein aap hi bataaein ham kyaa karein bas ham tumhe dekhaa karein baiThi raho aaghosh mein aisi bhi kyaa deevaangi bilkul nahin ho tum hosh mein jaan-e-man jaan-e-jaanaa chhodiye bhi sataanaa ham is jalan mein kab tak jalein tumhe hamase huaa hai pyaar, ham kyaa karein aap hi bataaein ham kyaa karein hamein tumse huaa hai pyaar, ham kyaa karein aap hi bataaein ham kyaa karein kahne lagi bechainiyaan, ab dooriyaan hai mushkil badi panchhi piyaa pardesiyaa, kaise jiyein ham ab ye ghadi aap se aarzoo hai, aap se zindagi hai aap ke binaa ham kaise rahein hamein tumse huaa hai pyaar, ham kyaa karein aap hi bataaein ham kyaa karein hamein tumse huaa hai pyaar, ham kyaa karein aap hi bataaein ham kyaa karein MERE SAR PE DUPPATTA intezaar -4, intezaar mujhe mere yaar kaa ) -2 haay.., ( mere sar pe dupattaa mere pyaar kaa ) -4 kesariyaa...., aa.... baalmaa more, padhaaro maahare des intezaar -5 kahtaa hai meraa dil (dil dil), bairiyaa.. aa ke mil (mil mil) rastaa nihaaroon main, tujhko pukaaroon main -2 lagi aisi lagan bani main to jogan -2 bin teer main jee na sakoon aitbaar -4, aitbaar mujhe mere yaar kaa haay.., ( mere sar pe dupattaa mere pyaar kaa ) -2 ey...., ari ari ari ari, ari ari ari ari ey...., haa tere naam ki chunariyaa, bani main baanvariyaa ey ey ey ey, arey arey arey arey tere naam ki chunariyaa, bani main baanvariyaa tujhe rang doon kesariyaa, aa jaa saanvariyaa ey ey ey ey, arey arey arey arey o.... ho ho ho, o ho, ho ho ho bol mere beliyaa (yaa yaa), jaadoo ye kyaa.... kar diyaa (yaa yaa) aankhein bahakti hain, saansein mahakti hain -2 pal-pal halchal, dil jaaye na machal -2 kise baanhon kaa ye haar doon mujhpe ( hai Khumaar ) -4 mere yaar daa haay.., ( mere sar pe dupattaa mere pyaar kaa ) -2 kesariyaa...., aa.... baalmaa more, padhaaro maahare des ( mere sar pe dupattaa mere pyaar kaa ) -4 MUJHE PYAAR DO mujhe pyaar do mujhe pyaar do dil beqaraar hai, pyaar do barson kiyaa hai maine intezaar mujhe pyaar do mujhe pyaar do ye aashiqui tujhse shuru tujhpe Khatam -2 ye shaayari tujhse shuru tujhpe Khatam tere liye hi saansein mili hain tere liye hi milaa hai janam yeh zindagii tujhse shuru tujhpe Khatam ye aashiqui tujhse shuru tujhpe Khatam mujhe pyaar do mujhe pyaar do dil beqaraar hai, pyaar do barson kiyaa hai maine intezaar mujhe pyaar do mujhe pyaar do hey hey hey .... tum mere haathon mein prem lakeer jaisi ho main deevaanaa raanjhaa, tum heer jaisi ho tum aisi baaton se beqaraar karte ho mere sabr kaa aanchal taar-taar karte ho jaao na is tarah baanhon se chhoot ke chaahoongi main tumhein ab sanam Toot ke teri vafaa ke badle mile to, manzoor hai har sita..m ye mausiki tujhse shuru tujhpe Khatam ye aashiqui tujhse shuru tujhpe Khatam mujhe pyaar do mujhe pyaar do dil beqaraar hai, pyaar do barson kiyaa hai maine intezaar mujhe pyaar do mujhe pyaar do har pal tanhaai mein tumhein yaad kartaa thaa apni sooni duniyaa main aabaad kartaa thaa main bhi to honthon se paighaam likhti thi kore se kaagaz pe teraa naam likhti thi dard ke vo sabhi sakht mausam gaye ham mile to lagaa pal yahin tham gaye ab na judaa hon sapne hamaare jab tak rahe dam mein dam ye bekhudi tujhse shuru tujhpe Khatam ye aashiqi tujhse shuru tujhpe Khatam mujhe pyaar do mujhe pyaar do dil beqaraar hai, pyaar do barson kiyaa hai maine intezaar mujhe pyaar do mujhe pyaar do ye aashiqui tujhse shuru tujhpe Khatam mujhe pyaar do mujhe pyaar do dil beqaraar hai, pyaar do barson kiyaa hai maine intezaar mujhe pyaar do mujhe pyaar do Last edited by !!!BOY!!!; 07-04-2005 at 01:27 PM.. | |||||||||||||||
| | ||||||||||||||||