| Re: ek choota sa sawaaal..! kai jawaab chalo thoda aasan kar deta hun
Rim jhim barsa sawan
yaad hai gana .....
Rim jhim barsa sawan paani mein aag laggi.....
bas usi aag se us aadmi ne cigret jalai....
ye raha aagla hint samajh lo or bhi bahut se jawab hain socho socho its quiet interesting ..... <>  | | |