View Single Post

Old 28-11-2004, 06:51 PM   #1 (permalink)
Cool_DJ_rissingstar
computer shaayari by SunnyEJ

Ghayal hai scanner mera , koi dava to dila do

Kuch na sahi to bas ek mail - id dila do.




Kasam hai dosto tumhe apne apne mail-id ki

laga do in projects par baazi apne jaan ki




Mujhe phir wahi yaad aane lage hain

Mujhe phir wahi yaad aane lage hain

Aap mujhe kyon infinite loop me dal rahen hain?



Kasam hai dosto tumhe apne apne mail-id ki..

Agar mail nahi to koi junk hi sahi..




Is 1 mahino me yahan mujhe kuch nahin mila

Mail to kya ek visiting card bhi muskil se mila.




Seedha to khada rah Hamesha hilta rahta hai

Kuch kaam bhi kar hamesha game khelta hai
Seedha to khada rah hamesha hilta rahta hai
Kuch program bhi likh hamesha net-surf karta rahta hai






<FONT face=Verdana,Arial size=2>company kee ladkiyaan sunder hain
Reply With Quote